Aaj tak sheikh kay ikram mein jo shay the haram,
Ab wohe dushman-e-deen raahat-e-jaan tehri hay
Hay wohe aariz-e-laila wohe sheerein ka dehan,
Nigah-e-shauq ghari bhar ko jahan tehri hay
Aatay Aatay yun'he dam bhar ko ruki hogi bahar,
Jatay jatay yun'he pal bhar ko ghaza'n tehri hay
Hum nay jo tarz-e-faghaa'n ki the qafas mein ejaad,
Faiz gulshan mein wohe tarz-e-bayan tehri hay

Comment