Announcement

Collapse
No announcement yet.

Misc languages poetic verses of the day

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Yeh mohabbat bhi hey kiya rog faraz
    Jis ko bhoolay woh sada yaad aayaa
    Na soz sho na saaz sho,
    Bas hasy jwand tamam sho

    Comment


    • iss dil ki kharabi sey guzar kiss ki howe hai
      ankeen bi wahi hai, hont bi lehja bi

      I am no bird, and no nest ensnares me.

      non commercial would cost less if he was in charge himself which he plans on doing. right now it's n herat but soon it will be in qanadahar.

      Comment


      • Ab to hamein bhi tark-e-marasim ka dukh nahe,
        Par dil yeh chahta hay kay aaghaz woh karay !!
        yao warokay ghwandi baagh ao pa khwa ye seen rawan!

        Comment


        • Ruswaaiyoun ka aap ko aaya hai abb khayaal
          Hum ne tu apnay dost bhi dushman bana leye
          Na soz sho na saaz sho,
          Bas hasy jwand tamam sho

          Comment


          • Ruswa

            Howe mar kay tum jo ruswa howe kuon na ghark e darya
            Na kahin janaza uthta na kahin mazar hota
            Za REHMAN da aagha ilm a pannah ghwarham…
            Che la deena la mazhaba wee sewa…

            Comment


            • Ruswa

              Iss sey pehley ke ye dunya mujey ruswa kardey
              Tu merey jism meri rooh ko achaa karday
              ye jo haalat hai meri meine banayee hai magar
              Jaisa tu chahta hai ab mujhey waisa karday
              Na soz sho na saaz sho,
              Bas hasy jwand tamam sho

              Comment


              • maine Usay kaha k Ay jaan apnay naazuk haath mere Chehray pr b lehra do
                .
                .
                .
                .
                .
                .

                .
                .
                .
                .
                Kameeni nay aisa Thappar Maara k Ding Dong BuBble he Mou Say Bahar aagai
                ----------------------------------------------------------------------------------------------------------
                The Secret To Eternal Life: Live Life To The Fullest, And Help All Others To Do So. The Meaning of Life Is Choice. Increase choice through direct perception.

                Comment


                • Aik muddat say meri maa nahe soyi taabish,
                  Mein nay aik baar kaha tha mujhe dar lagta hay !!
                  yao warokay ghwandi baagh ao pa khwa ye seen rawan!

                  Comment


                  • wo kaisa shakhs hai har roz saza deta hai
                    phir hansata hai itna k bhuladeta hai

                    kabhi jo ro day to mujh ko bhi bhool jata hai
                    aur phir bhool k mujh ko bhi rula deta hai

                    us se poochoon k bata kis se Muhabbat hai tujhe
                    naam sargoshyun main mera he suna deta hai

                    khud he kehta hai na duhraoo purani yaadein
                    main na duhraoon to phir khud he suna deta hai

                    khud he likhta hai k jazbat mai halchal na karo
                    aur phir khud he aik naye aag laga deta hai

                    I am no bird, and no nest ensnares me.

                    non commercial would cost less if he was in charge himself which he plans on doing. right now it's n herat but soon it will be in qanadahar.

                    Comment


                    • Bina Libaas Aaye Thay Hum Sab Is Jahan Mein
                      Bas Ek Kafan Ki Khatir Itna Safar Karna Parha ….........
                      ----------------------------------------------------------------------------------------------------------
                      The Secret To Eternal Life: Live Life To The Fullest, And Help All Others To Do So. The Meaning of Life Is Choice. Increase choice through direct perception.

                      Comment


                      • Khuda karay kay meri arz-e-pak par utray,
                        Woh fasl-e-gul jisay andaisha-e-zawal na ho..

                        Yahan jo phool khilay woh khila rahay sadyon,

                        Yahan khazan ko guzarnay ki bhi majaal na ho..

                        Yahan jo sabza ugay woh hamesha sabz rahay,

                        Aur aesa sabz kay jiski koi misaal na ho..

                        Ghani ghata'en yahan aesi barishein barsaye'n,

                        Kay patharon say bhi ro'eedgi malaal na ho..

                        Khuda karay kay na kham ho sar-e-waqar-e-watan,

                        Aur is kay husn ko tashweesh-e-mah-o-saal na ho..

                        Har aik fard ho tehzeeb-o-fan ka auj-e-kamal,

                        Koi malool na ho koi khasta haal na ho ..

                        Khuda karay kay meray ik bhi ham watan kay liay,

                        Hayat jurm na ho zindagi wabaal na ho ..
                        yao warokay ghwandi baagh ao pa khwa ye seen rawan!

                        Comment


                        • Tum mere pas hote ho goya
                          awr koi doosra naheen hota

                          Comment


                          • ^ Lala it is,

                            JAB koi doosra nahe hota
                            yao warokay ghwandi baagh ao pa khwa ye seen rawan!

                            Comment


                            • tujhey deka to yee jana sanam
                              pyaar hota hay deewana sanam

                              ab yaha se kaha jayee ham
                              tere bahoo me marjayee ham

                              Comment


                              • Farishta mujh ko kehnay say meri tehqeer hoti hay,
                                Mein masjood-e-mala'ik hun mujhay insaan rehnay do !!
                                yao warokay ghwandi baagh ao pa khwa ye seen rawan!

                                Comment

                                Working...
                                X