Phir ussi rahguzar par shayad
Ham kabhi mil sakein magar shayad
Jaan pehchaan se kyaa hogaa?
Phir bhi ay dost Ghaur kar shaayad
Muntazir jinke ham rahey unko
Mil gaye aur ham'safar shaayad
Jo bhi bichrhe hain kab mile hain 'Faraz'
Phir bhi tuu intazaar kar shayad
Ham kabhi mil sakein magar shayad
Jaan pehchaan se kyaa hogaa?
Phir bhi ay dost Ghaur kar shaayad
Muntazir jinke ham rahey unko
Mil gaye aur ham'safar shaayad
Jo bhi bichrhe hain kab mile hain 'Faraz'
Phir bhi tuu intazaar kar shayad



Comment