har samt pareshaan teri aamad ki qareene
dhokey diyee kya kya hamien baad e seheri ne
har manzil e ghurbat pe gumaan hota hai ghar ka
bhulayaa hey har gaam bohot dar badari ne
tee bazm main sab dod e sar e bazm sey shaadaan
bey kaar jalayaa hamien roshan nazari ne
main khaaney main aajiz howey aazurda dilie se
masjid ka na rakha hamein aashufta sari ne
ye jaama e sadchaak badal liney main kia taa??
muhlat hee na dee faiz, kabhi bakhia gari ne

Comment